Friday, March 20, 2009

Dedicated to the Sadguru


The beautiful song of yesteryears as experienced (and interpreted) by a disciple:

Tu is tarah se meri zindagi mein shameel hai

jahan bhi jaun yeh lagta hai teri mehfil hai

tu is tarah se meri zindagi mein shameel hai



Yeh aasman yeh badal ye raastey ye hava

har ek cheez hai apni jagat thikane pe

kahin dino se shikayat nahin zamane se

yeh zindagi hai safar tu safar ki manzil hai

jahan bhi jaun yeh lagta hai teri mehfil hai

tu is tarah se meri zindagi main shameel hai



Tere vager jahan mein koi kami si thee

batak rahi thee jawani andheri rahon mein

sukhoon dil ko mila aahke teri bahon mein

main ek khoyi hui mauj hoon tu saahil hai

jahan bhi jaun yeh lagta hai teri mehfil hai



Check out the the song sung by Rishi Nityaprayag

No comments: